Thursday 9 January 2014

haath hathoon mein jab tumhara tha

haath hathoon mein jab tumhara tha khuwaab woh zindagi sa pyara tha mein na dekhay thay khuwaab mein ansoo yeh bhi shayad koi ishara tha jo abhi aasmaan sa toota ha!! woh meray bakht ka sitara tha tum mujhay gher hi samajh letay mujh ko yeh bhi sitam gawara tha ik qadam bhi berha nahin koi mein nay kis aas sa pukara tha der reha tha jo bheer sa atif iss ko tenhaiyoon na mara tha

0 comments:

Post a Comment

 
Bandhan - Pyara Sa Rishta Blogger Template by Ipietoon Blogger Template