Bandhan - Pyara Sa Rishta

Pages

▼
Showing posts with label Bhool Poetry. Show all posts
Showing posts with label Bhool Poetry. Show all posts
Wednesday, 8 October 2014

Barsoon baad mila

›
Barsoon baad mila our mera naam tak bhool gaya  Bicharty wakt jis nay kaha tha tum bhohat yaad ao gay
Sunday, 28 September 2014

Tum say kab hum nay mulaqat ka waada chaha

›
Tum say kab hum nay mulaqat ka waada chaha Door rah kar tujhay kuch aur bhi ziada chaha Yaad ayi hay teri aur bhi shiddat say humain Bhool j...
Friday, 1 August 2014

Tum paas nahi ho to ajab haal hay dill ka

›
Tum paas nahi ho to ajab haal hay dill ka Yun jaisay may kuch rakh kar kahin bhool gai hon
Wednesday, 16 July 2014

Kabhi sath denay k waday

›
Kabhi sath denay k waday, kabhi bhool janay ki qasmain Mujhay aj tak pata na chala K tu majboor hay ya maghror
Saturday, 12 July 2014

Jahan bhuli hoi yaadain damman tham lain dill ka

›
Jahan bhuli hoi yaadain damman tham lain dill ka Wahan say ajnabi ban kay guzar jana hi acha hay
Tuesday, 8 July 2014

Meri zeesst ka hay ye qissa purana

›
Meri zeesst ka hay ye qissa purana Tumhain yaad karna, nahi bhool pana Meray paas a kay tera muskurana Nazar say guzar kar, jigar main saman...
›
Home
View web version
Powered by Blogger.