Thursday, 26 November 2015
Tuesday, 24 November 2015
Ek toti Hoi Zanjeer
Ek toti hoi zanjeer ki faryad hai hum
Aur dunya sumjhti hai k azad hain hum
Hur ek se wafa kar k hum ko kiya mila
Kul bhi tanha thay ur aj bhi tanha hai hum
Mujhy Bhi Pata Tha
Mujhy bhi pata tha k log badal jatay hain
!,,,Dost,,,!
Magar main ne kabhi tumhein logo main gina hi nahi tha
Suno Mere Ho Jao
Suno mere ho jao warna saza donga
!,,,Shaam,,,!
Kamr se pakronga Seeney se lga longa
Bohat Yaad Kartay Hongay Mujhy
Bohat yad kartay hongy wo mujhy
!,,Zee,,,!
Mere dil se weham kyun nahi jata
Subscribe to:
Posts (Atom)
