Sunday, 3 August 2014

Lagti hay jin kay dill par

Lagti hay jin kay dill par, wo ankhon say nahi rotay
Jo apnon kay hi na ho paaye, wo kisi kay nahi hotay



Meri barbadi pay hasnay Walay
Aj do boond ansu baha lay
Uth chala hay Wafa ka janaza
Bewafa tu bhi kandha laga lay


Friday, 1 August 2014

Eid Mubarak To All

Eid Mubarak To All....


Tum paas nahi ho to ajab haal hay dill ka

Tum paas nahi ho to ajab haal hay dill ka
Yun jaisay may kuch rakh kar kahin bhool gai hon


Ye meri zaat ki sab say bari tammanna thi

Ye meri zaat ki sab say bari tammanna thi
Kash kay wo mera hota meray naam ki trah


Tere kahnay pay lagai hay ye mahndi may nay

Tere kahnay pay lagai hay ye mahndi may nay
Eid par ab na tu aya to qayammat hogi


Aye barish... Baras, baras our baras

Aye barish... Baras, baras our baras
Aj tu us ki yaadon ko bahaa lay jaa



 
Bandhan - Pyara Sa Rishta Blogger Template by Ipietoon Blogger Template