Tuesday, 17 July 2012

Bhool jaatay hain


Baaz aa ja taghaaful se warna ehl e dil aksar…
Jisay bas bhool jaatay hain usay bas bhool jaatay hain….

Taqdeer Se Chhup Kr New Mobile Urdu SMS


” Mujhy Maloom Hai, Mera Muqaddar Tum Nahin Lekin ,
“Meri Taqdeer Se Chhup Kr,Mujhy Ek Baar” Mil Jao. “

Nazaron Ka KamaL Latest Urdu Ghazal


Us Ki Nazaron Ka KamaL Na Pooch,
Ab Jo Hua Hy Mera HaaL Na Pooch,
Ho Gayi Us K Saamny Zuban Band Meri,
Phir Kya kiya Us Ne Mujh se Sawal Na Pooch,
Milta Hy Mujhe Har Roz Khuwab Main,
Usy Hai Mera Kitna KhayaL Na Pooch,
Us k Sang Jo Waqt Guzra MaLoom Nahi,
JUDAI Main Jo Guzra Wo SaaL Na Pooch,
TAJIR To Hun Main Mohabbat ka Magar,
Hua Kis tarha kangaal na poch.

Sunday, 8 July 2012

Haatir Ya Lahaaz Say Maan To Gaya


Haatir Ya Lahaaz Say Maan To Gaya
Jhooti Qasam Say Aap Ka Emaan To Gaya
Dil Lay Kay Muft Kahtay Hain Kuch Kaam Ka Naheen
Ulti Shikayatain Huieen , Ahsaan To Gaya
Dekha Hai Batkada Mainn Jo Aay Sheikh! Kuch Na Kuch
Emaan Ki Touba Hai Emaan To Gaya
Afshaaye Raaz Ishq Main Go Zilatain Hoeen
Lekin Usay Jata To Dia, Jaan To Gaya
Hoosh O Hawaas O Taab O Tawaaa-n , Daagh Ja Chukay
Ab Hum Bhi Janay Walay Hain Samaan To Gaya
 
Bandhan - Pyara Sa Rishta Blogger Template by Ipietoon Blogger Template