Saturday, 5 May 2012

GooD MORNING SMS

"Apni Zuban Ko "SALAM" Karny Ka Aadi Bana Lo,Is Sy DOST Barrhty Hain Aur "DUSHMAN" Km Hoty Hain
Hazrat ALI (R.A)
*GUD MORNING*

Kisi Din Hath Dhoo Baitho Gay Mujhsay

Kisi Din Hath Dhoo Baitho Gay Mujhsay...!!!
.
.
.
Tumhain Aadat Bohat Hai Be-rukhi Ki....!!!

Latest Quotes collection 2012

Asalam o alaikum
You don't really need someone to complete you..
You only need someone to accept you completely.....

Thursday, 3 May 2012

Jab dekhne waalaa koi naheen

Jab dekhne waalaa koi naheen
kuch din to baso merii aa.Nkho.n me.n
phir khuwab agar ho jaao to kyaa

koi rang to do mere chehray ko
phir zakhm agar mehkao to kyaa

ik ainaa thaa so TuuT gayaa
ab Khud se agar sharmaao to kyaa

main tanhaa thaa main tanhaa huuN
tum aao to kyaa na aao to kyaa

jab ham hii na mahake phir saahib
tum baad-e-sabaa kahlaao to kyaa

jab dekhne waalaa koi naheen
bujh jaao to kyaa jal jaao to kyaa

Us ki shadi ki biryani kha baithay

Hoslay saray azma baithay,
Hum zamanay k ghum utha baithay,

Jis ki chahat main umer bhar tarpay,
Us ki shadi ki biryani kha baithay:)

Hazar meel lambi musaftein URDU POETRY SMS COLLECTION

Hazar meel lambi musaftein



Wo Kahen Melay tu Use Ya kehna

Wo Kahen Melay tu Use Ya kehna
Ka Ham ab bhi tumhare intezar ma hain!!


 
Bandhan - Pyara Sa Rishta Blogger Template by Ipietoon Blogger Template