Bandhan - Pyara Sa Rishta
Pages
(Move to ...)
Home
▼
Showing posts with label
urdu shayri
.
Show all posts
Showing posts with label
urdu shayri
.
Show all posts
Friday, 27 November 2015
Apne Halaat
›
Apne halaat ka khud ehsaas nahi hai mujhy Main ne logoon se hi suna hai k pareshan hun main
Na Jaaney Kyun
›
Na Jaaney kyun Us se baat karne k bad bhi Us se baat karne ki talab rehti hai
Khak
›
humaray lehjay main towazan bari soabat kay bhad aya Koi mazajon kay dasht dekhay kai rowayon ki khak chani
Insan Insan Ko Das Raha Hai
›
Insan insan ko das raha hai Aur sanp betha hans raha hai
Zameer
›
Humaray hal amoman esi batoon ko tal dya jata hai Jin se zameer bedar honay ka khadsha ho
Thursday, 26 November 2015
Pareshan
›
Mujh ko urta howa dekha to pareshan laga Wo to totay howay par dekhnay aya tha mere
Ankhon Main Basa Lo
›
Ye eltja hai k ankhon main basa lo hum ko Hum bhi sajh jayein gay tum bhi sanwar jao gay
Methaas Honton Ma
›
Kuch methaas ap kay honton ma hai Aur meetha mujh ko bohat acha lagta hai
Dil Dukhaya Karo Ajazat Hai
›
Dil dukhaya karo ajazat hai Bhol janay ki bat mat karna
›
Home
View web version